|| Aksharam Aham.. Purushotaam Dashoshmi ||

Ketul Chauhan
4 min readJul 31, 2018

--

The meaning….

During Mahant Swami Maharaj Bangalore Vichran May 2018. This part was played in front of Mahant Swami Maharaj on Bal Din Evening Sabha Program, 9 May 2018.

Theme: Bal Sabha in presence of Mahant Swami Maharaj

On Stage: Mahant Swami Maharaj was sitting in the centre on his sinhasan with Thakorji on his left and Bal Sabha was going on.

One Side Sanchalak and other side kids in 45 degree angle facing Mahant Swami Maharaj.

We just decided to get confirmation from Mahant Swami Maharaj himself on the actual meaning of “Askaharm Aham, Purushotam Dasoshmi” during one event of Sabha program. Its goes as..

Kids sings the shlok..

“Akshram Aham Purushotam Daashoshmi…”

After this shlok is sung, one Kid asks Sanchalak about the meaning.

Before Sanchalk answers, one kid request Sanchalak if he can answer.

Sanchalk says yes go ahead.

Kid 1: Akshram ahma kaa matlab hai ki khud ko akshar maan na, yaani ki, khud to Mahant Swami Maharaj jaisa maan ya Mahant Swami Maharaj roop maan na.

Kid 2: lekin hum to Jiv hai? correct?

Kid 1: Yes, Jiva, Ishwar, Maya, Aksharbraham, Parabraham – yeh jo 5 anadi ke tatva hai usme me se hum jiv hai. Lekin hume maya paar agar karin hai to hume aksharroop hona hi padta hai aur aksharroop hone ke liey, hume swayam Aksharbhrahm ke sath ekatma bhav kar na padat hai.

Kid 2: Ekatama bhav kya hai?

Kid 1: Ekatama bhav matlab hume, khud ka saccha swaroop – Mahant Swami Maharaj jaisa hi hai aisa maan na hai – yahi humara saccha swaropp hai – humari yeh body nahi! Ekatama yani ki hare ek kriya me Mahant Swami Maharaj ka anusundhan aur. har ek kriya, khud Ko Mahant Swami Maharaj roop maan kar karni. Kyu ki, jab hum aisa maankar – khud to Aksharoop maankar har kriya kare – to hi hum aksharroop ho pate hai.. aur wahi hai “Aksharam Aham”

Kid 2: Ohhhhhh ok…. Aur Purushotam daashoshim ka aart kya hai? Maine to swayam Purushotam Bhagwan Swaminarayan ko to dekha nahi to unki das ho kar bhakti kaise karu?

Kid 1: Bilkul sahi saval puche hai.. Jab hum khud to aksharoop maan lete hai, fir, yeh (Pointing at Mahant Swami Maharaj) Mahant Swami Maharaj – jo ki Prushotam bhagwan swaminarayan ko akhand dharan kar ke hume darshan de rahe hai, unki das bhav se seva karini wahi – “Purushotam daashoshmi”.

Kid 2: ohhhhh.. abb samaj me aaya, Khud Ko Mahant Swami Maharaj roop maankar, yeh jo pragat Mahant Swami Maharaj roop me Purushotam Swaminarayan bhagwan hai unki seva karni wahi – Aksharam Aham Purushotam Daashoshmi. Correct?

Kid 1: Yes, ekdum sahi pakde.. (Then this kids turn to Mahant Swami Maharaj and asks) : Swami baraba ne?

Mahant Swami Maharaj gives a big smile and accepts it whole heartedly with a clap and highfive!!

We also prepared a special action for “Aksharam aham, Purushotam Dashoshmi” which was again accepted by Mahant Swami Maharaj by folding his hands 🙏🏻

So thats “Aksharam Aham, Purushotam Dashoshmi..”

Here are the pictures from that prasang 😇👍🏻

--

--

Ketul Chauhan

Spiritual Being || Aeronautical Engineer || Photographer || Author || Blogger || Cook || Traveler || Thinker..